Friday, August 31, 2007

NOTHING IN MY HAND



NOTHING IN MY HAND

Nothing is in my hand.

Nobody is in my band.

That was deception,

what they have shown.

I was alone, I am alone.

Eyes are crying, sparkling pain.

As I examine, what I have gain.

Some people came,

but now everybody is gone.

I was alone, I am alone.

I am running behind the shadow,

being astray in the meadow.

In this danger zone,

Am I alone?

I was alone, I am alone

YOU ARE




You are the sun that brightens my whole life. You are the stars that comfort me through troublesome nights. You are the soft breeze that makes me laugh. Youre the time spent which makes sadness pass. Youre the earth below and the sky above which fills my world with so much love. You are my heart, my essence and breath. You are my beginning; you are my death. Youre in my dreams and run through my mind. Youre that angel whos one of a kind. From the words Ive written I hope you see, You make up everything thats a part of me I love you more than these words can say. I love you more with each forthcoming day. I love whether far or near

WAIT IF



What if we have snow in June?

Enjoy the moon in the noon.

What if we have ocean of beer?

and feel dizzy, when having tear.

What if sunlight make us wet?

In winter, wearing cloths of net.

What if water give us strength of milk?

Canvas give us comfort of silk.

What if we get pleasure from pain?

Just give others, without any gain.

I guess, life would b intresting for a day

But nature has bless us with the best of they.

SHIKWA JAWAB E SHIKWA

Kabi to ki ho gi chand ne sooraj se mohabbat

Tabi to chand mein daag hai

Mumkin hai kuch chand ne ki hogi be fafai

JAWAB-E- SHIKWA

SPEAK GENTLY

Speak gently

Speak gently when you need to talk

It’s too better to cry and bark

Speak gently it’s a great gesture

Spread all over it’s lovely culture

Speak gently when Gump a guy

It’s too good quarrels and cry

Speak gently when harsh word hear

It should for ever not rare

Speak gently though friend and foe

Your words is tulip which need to grow

Speak gently from kids to old

If can not then tongue must be hold

Speak gently always my dear

You will see every one near

GHAZAL

us k nazdeek gam.a.tark.a.wafa kuch b nahi

mutma-in ase ha jaise k howa kuch b nahi

ab to hathoon ki lakeerain b met-ti jaten han

us ko khoo k tu mery pass raha kuch b nahi

kal bicherna ha tu pir ahed.a.wafa soch ka bandh

abi agaz.a.muhabbat ha geya kuch b nahi

main to is wasty chup hon k tamasha na banny

tu samjta ha mje tuj se gila kuch b nahi!!!

HAR KHUSI MAY KOI

*Har khushi mein koee kamee see hai

"Hansatee aankhon mein bhee namiee see hai

"

"Din bhee chup chaap sar jhukaaye thaa

"Raat kee nafz bhee thamee see hai

"

"Kisako samajhaayhein kisakee baat nahin

"Zahan aur dil mein phir thanee see hain

"

"Khuwab thaa yaa gubaar thaa koee

"Gard in palakon pe jamee see hai

"

"Kah gaee ham kisase dil kee baat

"Shahar mein ek sanasanee see hai

"

"Hasaratein raakh ho gaeein lekin

"Aaj ab bhee kaheen dabee see hai

NOMI

WHEN I FEEL ALONE

Buhat Muddat Kay Bad Kal Shab Kitab-e-Mazi ko Main Nay Khola

Buhat Say Chehre Nazar Main Utray Buhat Say Namoon pay Dil Paseeja

Aik Aisa Safha Bhi Aya Us Main Likha Howa Tha Jo Ansoon Say

Kay Jis Ka Unwaan " Sirf Tum " Tha

Kuch Or Ansoo Phir Us Pay Tapkay

Phir Us Say Aagay Main Parh Na Paya

Kitab-e-Maazi Ko Band Kar Kay Tumhari Yadoon Mein Kho Gya Main

Agar Tum Miltay To Kaisa Lagta

Inhi Khayaloon Mein Soo Gya Main

WHEN I FEEL ALONE

Buhat Muddat Kay Bad Kal Shab Kitab-e-Mazi ko Main Nay Khola

Buhat Say Chehre Nazar Main Utray Buhat Say Namoon pay Dil Paseeja

Aik Aisa Safha Bhi Aya Us Main Likha Howa Tha Jo Ansoon Say

Kay Jis Ka Unwaan " Sirf Tum " Tha

Kuch Or Ansoo Phir Us Pay Tapkay

Phir Us Say Aagay Main Parh Na Paya

Kitab-e-Maazi Ko Band Kar Kay Tumhari Yadoon Mein Kho Gya Main

Agar Tum Miltay To Kaisa Lagta

Inhi Khayaloon Mein Soo Gya Main

ISS SAAL MAIN KOI PAL TO

Is saal main koi pal to aisa ho

Jo tera mera ho

Jis main koi teesra na ho

Hum dair tak ek doosre se baatein karen

Aur in baaton ko sunne wala koi na ho

Bas main aur tum hon

Yun hi bethe bethe kisi choti si baat pe

Haste Haste aankhon se aansoon nikal paren

In aankhon ko saaf karne wala aur koi na ho

Bas main aur tum hon

Kash is saal mein koi pal to aisa ho

Jo sirf tera mera ho


ISS SAAL MAIN KOI PAL TO

Is saal main koi pal to aisa ho

Jo tera mera ho

Jis main koi teesra na ho

Hum dair tak ek doosre se baatein karen

ZINDAGI MAIN

Zindagi Main bohoot se loog milte hain

Zind Mian Bohoot Se Loog Milte Hain

Magar Har Koie Humsafar Nahee Hota

Bagh Main Bohoot Phool Khilte Hian

Magar Har Koie Ik Sa Nahee Hota

Manzil Tu Ik hi Hotee Ha

Magar Har Rasta Manzil Nahee Hota

Chand Tu Rooz Nikalta Ha

AIK SHER

Wo Kisi Ka Na Tha Kuch Bhi Magar Phir Bhi Wo Sab Ka Asasa Tha

Wo Ik Shakhs Kia Gaya Shehar Se Sara Shehar Hi Lutt Gaya

SAATH CHALNAY KAY

Sath Chalne Ka Jab bhi Zikar Ae

Keoun Milti ha Judaee

Wa Ka badle Keoun Hamesha

Miltee Ha BeWafaee

PHOOLON KI TALAB

Pholoon Ki Talab Ha

Na Talab Ha Baharoon Ki

Jo Kareen Wafa Bus

Talab Ha Ase Yaroon Ki

SHAMA

Shama Tu Jalti Ha Bus Roshni Ka Liee

Danish Nahee Wo jo Mohabat Kare Sirf Dillagi Ka Liye

JITNI BHI RUSWAI THI

jitne bhi tuswai thi

main na app kamaee thi

itne bateen nikleen

main na ik baat chupee thee

sub na jis ko sher kaha

wo mare dil ki tanhi thee

husan nadi se gahra tha

wo ase sharmaree thee

jis ka joth na ban paya

asal main wo hi ik sachi thee

jitne bhi tuswai thi

main na app kamaee thi

itne bateen nikleen

main na ik baat chupee thee

sub na jis ko sher kaha

wo mare dil ki tanhi thee

husan nadi se gahra tha

wo ase sharmaree thee

jis ka joth na ban paya

asal main wo hi ik sachi thee

JUDA HONA

Juda Hona Tu Is Andaz Se Hona

Kayamat Ki Tarhan Laga Mujh ko tara Kafa hona

Perastish Ki Ha Tare Khawaboo Main Khayaloon Main

Tajub Ha Ka Bhool Gaya Tujh Ko Mara Bawafa Hona

Khuda Hafiz Ha Mara or Dil Ki Dharkanoo Ka

Ajab Hadsa Tha Boo Se Tara Ashna Hoana

TANG KARAI GI

astay main na baitho kay hawa tung kary gi, bichray howay loogon ki sada tung karay gi, mat toot kay chaho usay aghaz-e-safar main, bichray ga tu ik ik ada tung karay gi

KISI KI YAAD KO

Kisii ki yaad ko yun is tarah dil mein basaya nahin kartay

Kissi bewafa ki khatir dil ko daagdaar kiya nahin kartay

Her baar kissi k sitam ka nishana nahin bantay

Her baar apnay tan pay zakham khaaya nahin kartay

Itna bhi kissi ko sir-e-ankhoon pey bithaya nahin kartay

Khud ko kissi ki nazroon say giraya nahin kartay

Samajh ja ae dil yun nadaan nahin bantay

Kissi ki khatir istarah tarpa nahin kart

TUM KAISI MUHABBAT KARTI HO

UM KAISI MOHABBAT KARTAY HO?

Main aisi mohabbat kartee hoon

Tum kaisi mohabbat kartay ho

Tum jahan pe bayth k jate ho

Main waheen pe bethi rehti hoon

Us cheez ko chooti rehti hoon

Main aisi mohabbt karti hoon

Tum jis se huns k milte ho

Main us ko dost banati hoon

Tum jis rustay par chaltay ho

Main us say aati jati hoon

Main aisi mohabbat karti hoon

Tum kaisi mohabbat kartay ho

Tum jin ko daykhtay rehtay ho

Woh khuwab....sarhanay rakhti hoon

Tum say milnay julnay k

Kitnay hi bahanay rakhti hoon

Main aisi mohabbat karti hoon

Tum kaisi mohabbat kartay ho

Tum jahan bhi bayth k jata ho

Jis cheez ko hath lagatay ho

Main waheen peh baythi rehti hoon

Us jaga ko chooti rehti hoon

Main aisi mohabbat karti hoon

Tum kaisi mohabbat kartay ho

Kuch khuwab saja kar aankhoon main

Palkon say moti chunti hoon

Koi lums agar choo jaa a to

Main pehroon us ko sochti hoon

Main...aisi mohabbat karti hoon

Tum kaisi mohabbat kartay ho

Jin logon main tum rehtay ho

Tum jin say batain kartay ho

Tum jin say huns k miltay ho

Jo tum ko achay lagtay hoon

Wohi mujh ko achay lagtay hain

Main aisi mohabbat karti hoon

Tum kaisi mohabbat kartay ho

Jis bagh main subh ko jatay ho

Jis sabzay par tum chaltay ho

Jo shakh tumhain choo jati hay

Jo khushboo...tum ko bhati hay

Woh os tumharay chehray par

Jo qatra qatra girti hai

Woh titli chor k phoolon ko

Jo tum say milnay aati hai

Jo tum ko choonay aati hay

Un sab ke nazuk jazbon main

Meray dil ki dharkan basti hai

Meri rooh bhi shamil rehti hai

Tum paas raho ya door raho

Nazron main samai rehtay ho

Main tum ko takti rehti hoon

Main tum ko sochti rehti hoon

Main aisi mohabbat karti hoon

Tum kaisi mohabbat kartay ho

Her moqay par her manzar main

Main sath tumharay rehti hoon

Main chashm-e-tasavvur main aksar

Bus tum ko dekhti rehti hoon

Bus tum ko sochti rehti hoon

Main aisi mohabbat karti hoon

Tum kaisi mohabbat kartay ho